Yeh andha kanoon hai x (4)
Jaane kahan daga de-de
Jaane kise saza de-de
Sath na de kamzoron ka
Yeh sathi hai choron ka
Baaton aur daleelon ka
Yeh hai khel wakeelon ka
Yeh insaf nahi kartaKisi ko maaf nahi karta
Maaf ise har koon hai
Yeh andha kanoon hai x (3)
Log agar is-se darte
Mujrim jurm na karte
Yeh maal lutere loot gaye
Rishvat dekar chhoot gaye
Asmatein lutee, chali goli Isne aankh nahi kholi
Kaala dhanda hota raha
Yeh kursi par sota raha
Duniya ki imaarat ka
Kachcha ik sutoon hai
Yeh andha kanoon hai x (3)
Lambe iske haath sahi
Taakat iske saath sahi
Par yeh dekh nahi sakta
Yeh bin dekhe hai likhta
Jail mein kitne log sade
Sooli par nirdosh chadhe
Jail mein kitne log sade
Sooli par nirdosh chadhe
Main bhi iska maara hoon
Paagal hoon awara hoon
Yaaron mujhko hosh nahi
Sar mere junoon hai
Yeh andha kanoon hai x (10)
The casino floor was alive with action - bright lights flashing, chips clattering, dice tumbling…
For serious card players, a firm grasp of mathematics is essential. While luck certainly plays…
For doctoral students, the dissertation is the culminating scholarly work that demonstrates one's ability to…
Over the years, unit-linked insurance plans (ULIPs) have emerged as a popular investment-cum-insurance option in…
In the ever-evolving digital age, the significance of effective marketing campaigns cannot be overstated. As…
VanceAI is a game-changer in the dynamic field of image editing and enhancement. This review…