Khilona jaan kar tum to mera dil tod jate ho
Khilona jaan kar tum to mera dil tod jate ho
Mujhe is haal mein kiske sahare chhod jaate ho
Khilona jaan kar tum to mera dil tod jate ho
Khuda ka wasta dekar mana loon door hoon lekin
Tumhara rasta main rok loon majboor hoon lekin
Ke main chal bhi nahin sakta hoon
Aur tum daud jaate hoHo khilona jaan kar tum to mera dil tod jate ho
Gila tumse nahi koi magar afsos thoda hai
Ke jis gham ne mera daaman
Badi mushkil se chhoda hai
Usi gham se mera phir aaj rishta jod jaate ho
Ho khilona jaan kar tum to mera dil tod jate ho
Mere dil se na lo badla zamane bhar ki baaton ka
Thehar jao suno mehman hoon Main chand raaton ka
Chale jaana abhi se kis liye munh mod jate ho
Ho khilona jaan kar tum to mera dil tod jate ho
The casino floor was alive with action - bright lights flashing, chips clattering, dice tumbling…
For serious card players, a firm grasp of mathematics is essential. While luck certainly plays…
For doctoral students, the dissertation is the culminating scholarly work that demonstrates one's ability to…
Over the years, unit-linked insurance plans (ULIPs) have emerged as a popular investment-cum-insurance option in…
In the ever-evolving digital age, the significance of effective marketing campaigns cannot be overstated. As…
VanceAI is a game-changer in the dynamic field of image editing and enhancement. This review…