YEH WADIYAN YEH FIZAYEN LYRICS

Yeh Wadiyan Yeh Fizayen Lyrics

Yeh wadiyan yeh fizayen bula rahin hain tumhen

Khamoshiyon ki sadayen bula rahin hain tumhen

Taras rahe hain jawan phool honth chhoone ko

Machal machal ke hawaen bula rahi hai tumhen
Machal machal ke hawaen bula rahi hai tumhenKhamoshiyon ki sadayen bula rahin hain tumhen
Yeh wadiyan yeh fizayen bula rahin hain tumhen

Tumhari zulfon se khushbu ki bheekh lene ko

Jhuki jhuki si ghatayen bula rahin hain tumhen
Jhuki jhuki si ghatayen bula rahin hain tumhen
Khamoshiyon ki sadayen bula rahin hain tumhen
Yeh wadiyan yeh fizayen bula rahin hain tumhen

Also Read  www.dvdplay.in malayalam movies

Hasin champayi pairon ko jabse dekha hai

Nadi ki mast adaayen bula rahin hain tumhen
Nadi ki mast adaayen bula rahin hain tumhen
Khamoshiyon ki sadayen bula rahin hain tumhen
Yeh wadiyan yeh fizayen bula rahin hain tumhen

Mera kaha na suno inki baat to sun lo
Mera kaha na suno inki baat to sun lo
Har ek dil ki duaayen bula rahin hain tumhen
Har ek dil ki duaayen bula rahin hain tumhen
Khamoshiyon ki sadayen bula rahin hain tumhen
Yeh wadiyan yeh fizayen bula rahin hain tumhen

Yeh Wadiyan Yeh Fizayen Lyrics In English

error: Content is protected !!