Tujhe sochta hoon main shaam-o-subah
Is-se zyaada tujhe aur chahun to kya
Tere hi khayaalon mein dooba raha
Is-se zyaada tujhe aur chahun to kya
Bas saare gam mein jaana sang hoon tere
Har ek mausam mein jaana sang hoon tere
Ab itne imtehaan bhi na le mere
Aa sang hoon tereAa sang hoon tere
Aa sang hoon tere
Meri dhadkanon mein hi teri sada
Is kadar tu meri rooh mein bas gaya
Teri yaadon se kab raha main juda
Waqt se pooch le, waqt mera gawah
Bas saare gam mein jaana sang hoon tere
Har ek mausam mein jaana sang hoon tere Ab itne imtehaan bhi na le mere
Aa sang hoon tere
Aa sang hoon tere
Aa sang hoon tere hey hey
Tu mera thikana, mera aashiana
Dhale shaam jab bhi mere paas aana
Hai baahon mein rehna kahin ab na jaana
Hun mehfooz in mein, bura hai zamana
Bas saare gam mein jaana sang hoon tere
Har ek mausam me jaana sang hoon tere
Ab itne imtehaan bhi na le mere
Aa sang hoon tere
Aa sang hoon tere
Aa sang hoon tere hey hey
The casino floor was alive with action - bright lights flashing, chips clattering, dice tumbling…
For serious card players, a firm grasp of mathematics is essential. While luck certainly plays…
For doctoral students, the dissertation is the culminating scholarly work that demonstrates one's ability to…
Over the years, unit-linked insurance plans (ULIPs) have emerged as a popular investment-cum-insurance option in…
In the ever-evolving digital age, the significance of effective marketing campaigns cannot be overstated. As…
VanceAI is a game-changer in the dynamic field of image editing and enhancement. This review…