Ishq jaise hai ek aandhi
Ishq hai ek toofan
Ishq ke aage bebas hai
Duniya mein har insaan
Ishq mein sab deewane hain
Ishq mein sab hairan
Ishq mein sab kuch mushkil hai
Ishq mein sab aasanDekho pyaare yeh nazaare
Yeh deewane, yeh parwane
Hain ishq mein kaise ghum
Haaye
Tumse mil ke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Tumse mil ke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
[Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dumma
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dum] -2
Chech that!
Like that!
Dil to hai ek raahi jana, dil ki tum manzil ho
Dil to hai ek kashti jana, jiska tum saahil ho
Dil na phir kuchh maange jana tum agar haasil ho
Dil to hai mera tanha jana aao tum mehfil ho
Ishq se hi saari kushiyan, ishq hi barbaadi
Ishq hai pabandi lekin, ishq hi azadi
Ishq ki duniya mein yaaron, khwaabon ki aabadi
Kho gaya hai jis ko manzil, ishq ne dikhla di
Dekho pyaare yeh nazaare
Yeh deewane, yeh parwane
Hain ishq mein kaise ghum
Haaye
Tumse mil ke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Tumse mil ke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
[Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dumma
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dum] -2
Chech that!
Like that!
Tumko pooja hai, tumhari hi ibaadat ki hai
Humne jab ki hai, to phir aise mohabbat ki hai
Humne jab ki hai, to phir aise mohabbat ki hai
Dil mera paagal hai jana, isko tum behla do
Dil mein kyun halchal hai jana mujhko tum samjha do
Lehka jo aanchal hai jana, isko tum lehra do
Zulf jo baadal hai jana, mujhpe tum barsa do
Chech that!
Like that!
Jaan le ke aaya hai, tera yeh deewana
Jaan tujh pe mit jaayega tera yeh parwaana
Jana mere dil mein kya hai, toone yeh na jana
Jana tujhko yaad aayega, mera yeh afsana
Dekho pyaare yeh nazaare
Yeh deewane, yeh parwane
Hain ishq mein kaise ghum
Haaye
Tumse mil ke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Tumse mil ke dil ka hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
[Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dumma
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dum] -2
The casino floor was alive with action - bright lights flashing, chips clattering, dice tumbling…
For serious card players, a firm grasp of mathematics is essential. While luck certainly plays…
For doctoral students, the dissertation is the culminating scholarly work that demonstrates one's ability to…
Over the years, unit-linked insurance plans (ULIPs) have emerged as a popular investment-cum-insurance option in…
In the ever-evolving digital age, the significance of effective marketing campaigns cannot be overstated. As…
VanceAI is a game-changer in the dynamic field of image editing and enhancement. This review…