O thehro meri jaan
Wada karo nahi chodoge tum mera sath
Jahan tum ho, wahan main bhi hoon x (2)
Chhuo nahi dekho zara peeche rakho hath
Jawan tum ho, jawan main bhi hoon x (2)
Suno meri jaan hanske mujhe yeh keh do
Bheege labon ki narmi mere liye hai
Ho jawan nazar ki masti mere liye haiHaseen adaa ki shokhi mere liye hai
Mere liye leke aayi ho yeh saughat
Jahan tum ho, wahan main bhi hoon
Chhuo nahi dekho zara peeche rakho hath
Jawan tum ho, jawan main bhi hoon
Mere hi peeche aakhir pade ho tum kyun
Ek main jawan nahi hoon aur bhi to hain
O mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyun Main hi yahan nahi hoon aur bhi to hain
Jao jaake le lo jo bhi dede tumhein hath
Jahan sab hai, wahan main bhi hoon
Wada karo nahi chodoge tum mera sath
Jahan tum ho, wahan main bhi hoon
Jawan kayi hai, lekin jahan mein koyi
Tum si haseen nahi hai, hum kya karein
Ho tumhein miloon main
Iska tumhein yakeen hai
Humko yakeen nahi hai, hum kya karein
Aise nahi bhoolo zara dekho aukat
Kisi ka to dena hoga, dedo mera sath
Jahan tum ho, wahan main bhi hoon
Chhuo nahi dekho zara peeche rakho hath
Jawan tum ho, jawan main bhi hoon
Jahan tum ho, wahan main bhi hoon
The casino floor was alive with action - bright lights flashing, chips clattering, dice tumbling…
For serious card players, a firm grasp of mathematics is essential. While luck certainly plays…
For doctoral students, the dissertation is the culminating scholarly work that demonstrates one's ability to…
Over the years, unit-linked insurance plans (ULIPs) have emerged as a popular investment-cum-insurance option in…
In the ever-evolving digital age, the significance of effective marketing campaigns cannot be overstated. As…
VanceAI is a game-changer in the dynamic field of image editing and enhancement. This review…