Teri khata hai mere jiyaa
Teri khata hai mere jiyaa
Un pe bharosa kyon toone kiya
Sab jhoothe jhoothe vaade the unke
Chal peecche peecche aaya tu jinke
Woh Piya aaye na
Wo piya aaye na
Piya aaye naWo o piya aaye na
Ab sabhi un khwaabon ki tu dagar chod de
Ab sabhi un khwaabon ko tu khud-hi tod de
Woh piya aaye na
Wo piya aaye na
Wo piya aaye na
Piya aaye na
Wo o piya aaye na Teri khata hai mere jiyaa
Teri khata hai mere jiyaa
Har khata ki hoti hai koyi na koyi saza
Gam likhe ho qismat me to ban hi jaati wajah
Ab sabhi gam ashkon me simat se gaye
Ab sabhi aansu palkon se lipat se gaye
Woh piya aaye na
Wo piya aaye na
Piya aaye na
Ho piya aaye na
Sang bana tha jo be-wajah
Humko woh bharam ho gaya hai
Bhor aane tthe jis fasane me
Woh khatam ho gaya
Bhoole hum, bhoole woh
Kaise sabse kahein baat yeh
Ab chalo hum dheere-dheere bikhar se gaye
Ab chalo hum jaise bhi ho sambhal se gaye
Woh piya aaye na
Wo piya aaye na
Piya aaye na
Wo o piya aaye na x (2)
Teri khata hai mere jiyaa
Teri khata hai mere jiyaa
Un pe bharosa kyon toone kiya
The casino floor was alive with action - bright lights flashing, chips clattering, dice tumbling…
For serious card players, a firm grasp of mathematics is essential. While luck certainly plays…
For doctoral students, the dissertation is the culminating scholarly work that demonstrates one's ability to…
Over the years, unit-linked insurance plans (ULIPs) have emerged as a popular investment-cum-insurance option in…
In the ever-evolving digital age, the significance of effective marketing campaigns cannot be overstated. As…
VanceAI is a game-changer in the dynamic field of image editing and enhancement. This review…