Lakh roka, par ruka na
Ishq yeh sarsore hai
Apni chaahat aur kuch hai
Ishq ki kuch aur hai
Tere mere bas mein kya hai
Ho raha hai jo likha hai
Iss lamhe ki khwaaishon mein
Zindgaani ki razaa hai
Yun hi re, yun hi re milte rahein hum
Tujhi mein, tujhi mein kho ke rahein hum
Yun hi re, yun hi re milte rahein hum
Tujhi mein, tujhi mein kho ke rahein hum
Naa ganvara tha mujhe jo
Dil ko wo manzur hai
Tujhse mil ke dil yeh jaane
Kis nashe mein choor hai Wo ho sath milke dil se tere
Ho gaya hu ba Khuda main
Teri qurbat se bhi kaisi
Reh sakungi ab judaa
Meri nigahon ki baahon mein aao na
Chaahat ki hamesha raahon mein rahum main
Yun hi re, yun hi re
Tujhi mein, tujhi mein
Yun hi re, yun hi re milte rahein hum
Tujhi mein, tujhi mein kho ke rahein hum
The casino floor was alive with action - bright lights flashing, chips clattering, dice tumbling…
For serious card players, a firm grasp of mathematics is essential. While luck certainly plays…
For doctoral students, the dissertation is the culminating scholarly work that demonstrates one's ability to…
Over the years, unit-linked insurance plans (ULIPs) have emerged as a popular investment-cum-insurance option in…
In the ever-evolving digital age, the significance of effective marketing campaigns cannot be overstated. As…
VanceAI is a game-changer in the dynamic field of image editing and enhancement. This review…