TUM AAYE TO HAWAON MEIN LYRICS

Tum Aaye To Hawaon Mein Lyrics

Tum aaye to hawaon mein ik nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hain bas tumhare
Aur kya, aur kya, aur kya
Aur kya, aur kya, aur kya

Tum aaye to hawaon mein ik nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hain bas tumhareAur kya, aur kya, aur kya

Tum aaye ho to dekh lo
Naya-naya sa lage yeh jahan ho
Haseen haseen hai yeh zameen
Dhula dhula sa hai yeh aasman
Tum ho to hai yeh samaa
Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya

Also Read  padmavati worldfree4u

Dhadak raha hai dil mera Jhuki jhuki hain palkein yahan ho
Jo dil mein ho woh keh bhi do
Ruki ruki si hai yeh dastaan
Jazbaat maange yeh zabaan
Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya

Tum aaye to hawaon mein ik nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hain bas tumhare
Aur kya, aur kya, aur kya
Aur kya, aur kya, aur kya

Tum Aaye To Hawaon Mein Lyrics In English

error: Content is protected !!