OONCHI HAI BUILDING LIFT TERI BAND HAI LYRICS

Oonchi Hai Building Lift Teri Band Hai Lyrics

Oonchi hai building lift teri band hai
Kaise main aaoon dil razaamand hai
Oonchi hai building lift teri band hai
Kaise main aaoon dil razaamand hai

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja
Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aajaKaise! oonchi hai building lift teri band hai
Kaise main aaoon dil razaamand hai

Tere waaste daud kar aaunga main
Sau seedhiyon ko bhi chadh jaaunga main
Tu mera dilbar hai aana padega
Tujhe mera nakhra uthana padega
Aaya toofan hai, mushkil mein jaan hai
Aana main chaahun dil beiman hai Oonchi hai building lift teri band hai
Haan kaise main aaoon dil razaamand hai

Also Read  7xmovies

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja
Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja na
Oonchi hai building lift teri band hai
Haan kaise main aaoon dil razaamand hai

Tu aage aage, main peechhe peechhe
Ho chumbak ki tarah mujhko tu kheenche
Arre re re..
Kahan ja raha hai ankhiyon ko meenche
Micheal ki cycle ke aayega neeche
Utni hi door tu, jitni kareeb hai
Aankh maarti hai, haaye ladki ajib hai
Mumbai band hai, train nahin chalti
Kaise main aaoon dil razaamand hai
Bijli nahin hai, arre batti bhi gul hai
Kaise main aaoon dil razaamand hai
Dil razaamand hai, dil razaamand hai
Dil razaamand hai

Also Read  1 filmy4wap.in

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja
Aaja aaja, aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja, aaja!

Oonchi Hai Building Lift Teri Band Hai Lyrics In English

error: Content is protected !!