WOH TO HAI ALBELA LYRICS

Woh To Hai Albela Lyrics

Woh to hai albela, hazaron mein akela
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Sada tumne aib dekha, hunar ko na dekha

Woh to hai albela, hazaron mein akela
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Sada tumne aib dekha, hunar ko na dekha
Woh to hai albela

Fursat mili na tumhein apne jahan seUske bhi dil ki kabhi samajhte kahan se
Fursat mili na tumhein apne jahan se
Uske bhi dil ki kabhi samajhte kahan se
Jaana hai jise patthar, heera hai woh to heera
Sada tumne aib dekha, hunar ko na dekha
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Woh to hai albela

Also Read  tamil gun isaimini 2019

Bansi ko lakdi sada samjha kiye tum Par uske nagmon ki dhun kahan sun sake tum
Bansi ko lakdi sada samjha kiye tum
Par uske nagmon ki dhun kahan sun sake tum
Diye ki maati dekhi, dekhi na uski jyoti
Sada tumne aib dekha, hunar ko na dekha
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Sada tumne aib dekha, hunar ko na dekha
Woh to hai albela, hazaron mein akela
Woh to hai albela

Woh To Hai Albela Lyrics In English

error: Content is protected !!